Mar 27, 2023193 Views0:04:04
Listen to this beautiful cover of Main Yahan Tu Wahan in the voice of Diya Ghosh. Lyrics :- Mai yaha too waha zindagi hai kaha Mai yaha too waha zindagi hai kaha Mai yaha too waha zindagi hai kaha Too hi too hai sanam dekhta hu jaha Nind aati nahi yad jati nahi Nind aati nahi yad jati nahi Bin tere abb jiya jaye naa Mai yaha too waha zindagi hai kaha Waqt jaise thehar gaya hai Yahi har taraf ek ajab udasi hai Bekarari kaa aisa aalam hai Jism tanha hai ruh pyasi hai Teri surat abb ek pal Kyun najar se hatati nahi Rat din toh kat jate hain Umrr tanhaa katati nahi Chah ke bhi naa kuchh Kah saku tujhse mai Chah ke bhi naa kuchh Kah saku tujhse mai Dard kaise karu mai baya Mai yaha too waha Zindagi hai kaha Jab kahi bhi aahat huyi Yu laga ke too aa gaya Khushbu ke jhonke ki Tarah meri sanse mahka gaya Ek woh daur tha ham sada pas the Ek woh daur tha ham sada pas the Abb toh hain fasle darmiya Mai yaha too waha zindagi hai kaha Biti bate yad aati hain Jab akela hota hu mai Bolti hain khaamoshiya Sabse chhupke rota hu mai Ek aarsa huwa muskuraye huye Ek aarsa huwa muskuraye huye Aansuo me dhali dastan Mai yaha too waha zindagi hai kaha Too hi too hai sanam dekhta hu jaha Nind aati nahi yad jati nahi Nind aati nahi yad jati nahi Bin tere abb jiya jaye naa.
Category: